Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai, Urdu Ghazal By Sardar Genda Singh Mashriqi

Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Genda Singh Mashriqi. Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی اس سے نہیں کہتا کہ یہ کیا بے وفائی ہے

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

کوئی اس سے نہیں کہتا کہ یہ کیا بے وفائی ہے

چرا کر دل مرا اب آنکھ بھی اپنی چرائی ہے

اٹھو اے مے کشو آباد مے خانہ کریں چل کر

ذرا دیکھو تو کیا کالی گھٹا گھنگھور چھائی ہے

بتوں کے عشق سے ہم باز آئے ہیں نہ آئیں گے

نہیں پروا ہمیں دشمن اگر ساری خدائی ہے

نشاط دل کو دشمن کے بنائیں گے اسی سے ہم

وہ کہتے ہیں تری آہ رسا تیرا ہوائی ہے

بگڑ کر غیر سے تم آئے ہو ہم یہ سمجھتے ہیں

ہمارے سامنے بے وجہ کیوں صورت بنائی ہے

ہر اک مشکل سے مشکل کام بنتا ہے بنانے سے

مگر بگڑی ہوئی قسمت کسی نے کب بنائی ہے

خبر سن کر مرے مرنے کی وہ کہنے لگے ہنس کر

کسی دشمن نے شاید یہ خبر جھوٹی اڑائی ہے

گلوں کو نغمۂ بلبل سنائی تک نہیں دیتا

ترے دیوانوں نے وہ دھوم گلشن میں مچائی ہے

دل عاشق میں ہو اے مشرقیؔ گر جذب دل کامل

وہ بت پھر کیوں نہ مائل ہو کوئی گھر کی خدائی ہے

سردار گینڈا سنگھ مشرقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai

Sardar Genda Singh Mashriqi

koi us se nahin kahta ki ye kya bewafai hai
chura kar dil mera ab aankh bhi apni churai hai

uTho ai mai-kasho aabaad mai-KHana karen chal kar
zara dekho to kya kali ghaTa ghanghor chhai hai

buton ke ishq se hum baz aae hain na aaenge
nahin parwa hamein dushman agar sari KHudai hai

nashat-e-dil ko dushman ke banaenge usi se hum
wo kahte hain teri aah-e-rasa tera hawai hai

bigaD kar ghair se tum aae ho hum ye samajhte hain
hamare samne be-wajh kyun surat banai hai

har ek mushkil se mushkil kaam banta hai banane se
magar bigDi hui qismat kisi ne kab banai hai

KHabar sun kar mere marne ki wo kahne lage hans kar
kisi dushman ne shayad ye KHabar jhuTi uDai hai

gulon ko naghma-e-bulbul sunai tak nahin deta
tere diwanon ne wo dhum gulshan mein machai hai

dil-e-ashiq mein ho ai 'mashriqi' gar jazb-e-dil kaamil
wo but phir kyun na mail ho koi ghar ki KHudai hai

(298) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sardar Genda Singh Mashriqi Poetry

لٹکتے دیکھا سینہ پر جو تیرے تار گیسو کو (ردیف .. ے)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Latakte Dekha Sine Par Jo Tere Tar-e-gesu Ko

ناصحا آیا نصیحت ہے سنانے کے لیے

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Naseha Aaya Nasihat Hai Sunane Ke Liye

خیال ناف میں زلفوں نے مشکیں باندھ دیں میری (ردیف .. ے)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Khayal-e-naf Mein Zulfon Ne Mushkin Bandh Din Meri

جو منہ سے کہتے ہیں کچھ اور کرتے ہیں کچھ اور (ردیف .. ن)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Jo Munh Se Kahte Hain Kuchh Aur Karte Hain Kuchh Aur

آگے میرے نہ تیکھی مار اے شیخ (ردیف .. ا)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Aage Mere Na Tikhi Mar Ai Shaikh

بجز سایہ تن لاغر کو میرے کوئی کیا سمجھے

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Ba-juz Saya Tan-e-laghar Ko Mere Koi Kya Samjhe

تیری محفل میں جتنے اے ستم گر جانے والے ہیں

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Teri Mahfil Mein Jitne Ai Sitam-gar Jaane Wale Hain

زاہد مری سمجھ میں تو دونوں گناہ ہیں (ردیف .. ا)

Sardar Genda Singh Mashriqi - سردار گینڈا سنگھ مشرقی

Zahid Meri Samajh Mein To Donon Gunah Hain

You can read Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai written by Sardar Genda Singh Mashriqi at UrduPoint. Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai is one of the masterpieces written by Sardar Genda Singh Mashriqi. You can also find the complete poetry collection of Sardar Genda Singh Mashriqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Genda Singh Mashriqi' above.

Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Us Se Nahin Kahta Ki Ye Kya Bewafai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.