Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke, Urdu Ghazal By Sardar Saleem

Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sardar Saleem. Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب ہیں صورت حالات اب کے

سردار سلیم

عجب ہیں صورت حالات اب کے

ہوئی برسات میں برسات اب کے

بدن میں پھول بھی چبھنے لگے ہیں

بہت نازک ہیں احساسات اب کے

ذرا چوکنا چوکنا ہوں میں بھی

ہے دنیا بھی لگائے گھات اب کے

بنا دوں گا ترے چہرے کا جھومر

لگا جو چاند میرے ہاتھ اب کے

لگی ہے شرط میرے آنسوؤں کی

سمندر کو ملے گی مات اب کے

سلیمؔ الفاظ بودے لگ رہے ہیں

ہے ایسی شدت جذبات اب کے

سردار سلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke

Sardar Saleem

ajab hain surat-e-haalat ab ke
hui barsat mein barsat ab ke

badan mein phul bhi chubhne lage hain
bahut nazuk hain ehsasat ab ke

zara chaukanna chaukanna hun main bhi
hai duniya bhi lagae ghat ab ke

bana dunga tere chehre ka jhumar
laga jo chand mere hath ab ke

lagi hai shart mere aansuon ki
samundar ko milegi mat ab ke

'salim' alfaz bude lag rahe hain
hai aisi shiddat-e-jazbaat ab ke

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke written by Sardar Saleem at UrduPoint. Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke is one of the masterpieces written by Sardar Saleem. You can also find the complete poetry collection of Sardar Saleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sardar Saleem' above.

Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajab Hain Surat-e-haalat Ab Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.