Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko, Urdu Ghazal By Sarfraz Nawaz

Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarfraz Nawaz. Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں اڑاتی ہے جو ہوا مجھ کو

سرفراز نواز

یوں اڑاتی ہے جو ہوا مجھ کو

پہلے ہلکا بہت کیا مجھ کو

مدتوں سے یہاں مقفل ہوں

آ کبھی آ کے کھٹکھٹا مجھ کو

آخری وقت آ گیا ہے کیا

دے رہے ہیں سبھی دعا مجھ کو

تجھ تک آنے کبھی نہیں دے گا

میرے حصے کا دائرہ مجھ کو

روزمرہ کی اس کہانی میں

کوئی کردار تو بنا مجھ کو

عشق ادب ہے تو اپنے آپ آئے

گر سبق ہے تو پھر پڑھا مجھ کو

کر کے سودا جو پاؤں کا بیٹھا

دے گیا کوئی راستہ مجھ کو

وہ کوئی عام سا ہی جملہ تھا

تیرے منہ سے برا لگا مجھ کو

سرفراز نواز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko

Sarfraz Nawaz

yun uDati hai jo hawa mujh ko
pahle halka bahut kiya mujh ko

muddaton se yahan muqaffal hun
aa kabhi aa ke khaTkhaTa mujh ko

aaKHiri waqt aa gaya hai kya
de rahe hain sabhi dua mujh ko

tujh tak aane kabhi nahin dega
mere hisse ka daera mujh ko

roz-marra ki is kahani mein
koi kirdar to bana mujh ko

ishq adab hai to apne aap aae
gar sabaq hai to phir paDha mujh ko

kar ke sauda jo panw ka baiTha
de gaya koi rasta mujh ko

wo koi aam sa hi jumla tha
tere munh se bura laga mujh ko

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko written by Sarfraz Nawaz at UrduPoint. Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko is one of the masterpieces written by Sarfraz Nawaz. You can also find the complete poetry collection of Sarfraz Nawaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarfraz Nawaz' above.

Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun UDati Hai Jo Hawa Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.