Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein, Urdu Ghazal By Sarshar Hoshyarpuri

Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarshar Hoshyarpuri. Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روز و شب کے نہ مہ و سال کے آئینے میں

سرشار ہوشیارپوری

روز و شب کے نہ مہ و سال کے آئینے میں

مجھ کو دیکھو مرے اعمال کے آئینہ میں

دیکھ روشن ہے کہ تاریک ترا مستقبل

صاف آئے گا نظر حال کے آئینے میں

تیرتے پھرتے نظر آتے ہیں دونوں عالم

واعظو آتش سیال کے آئینے میں

کیوں نہ مکروہ نظر آئے خود اپنی صورت

بال آ جائے جب اقبال کے آئینے میں

سرشار ہوشیارپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein

Sarshar Hoshyarpuri

roz-o-shab ke na mah-o-sal ke aaine mein
mujh ko dekho mere aamal ke aaine mein

dekh raushan hai ki tarik tera mustaqbil
saf aaega nazar haal ke aaine mein

tairte phirte nazar aate hain donon aalam
waizo aatish-e-sayyal ke aaine mein

kyon na makruh nazar aae KHud apni surat
baal aa jae jab iqbaal ke aaine mein

(362) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein written by Sarshar Hoshyarpuri at UrduPoint. Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein is one of the masterpieces written by Sarshar Hoshyarpuri. You can also find the complete poetry collection of Sarshar Hoshyarpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarshar Hoshyarpuri' above.

Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Roz-o-shab Ke Na Mah-o-sal Ke Aaine Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.