Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai, Urdu Ghazal By Sarul Bagla

Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarul Bagla. Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ بس باتوں سے ہی بہلا گیا ہے

سارل باگلا

وہ بس باتوں سے ہی بہلا گیا ہے

سمجھ میں ماجرا تو آ گیا ہے

اسے سچ کہنے کی عادت نہیں ہے

جو سچ پوچھا ہے تو گھبرا گیا ہے

عنایت ہی نہیں آتی کسی کو

شکایت کرنا سب کو آ گیا ہے

نئی دنیا کا موسم کچھ الگ ہے

یہ دل کچھ خود سے اکتا سا گیا ہے

بچائے اب خدا ان رہبروں کو

کہ قاتل کا طریقہ بھا گیا ہے

تماشہ دیکھنے والوں میں تم تھے

تو دل تھوڑا سکوں تو پا گیا ہے

سارل باگلا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai

Sarul Bagla

wo bas baaton se hi bahla gaya hai
samajh mein majra to aa gaya hai

ise sach kahne ki 'adat nahin hai
jo sach puchha hai to ghabra gaya hai

'inayat hi nahin aati kisi ko
shikayat karna sab ko aa gaya hai

nai duniya ka mausam kuchh alag hai
ye dil kuchh KHud se ukta sa gaya hai

bachae ab KHuda in rahbaron ko
ki qatil ka tariqa bha gaya hai

tamasha dekhne walon mein tum the
to dil thoDa sukun to pa gaya hai

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai written by Sarul Bagla at UrduPoint. Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai is one of the masterpieces written by Sarul Bagla. You can also find the complete poetry collection of Sarul Bagla by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarul Bagla' above.

Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Bas Baaton Se Hi Bahla Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.