Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha, Urdu Ghazal By Sarwar Abidi

Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sarwar Abidi. Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha comes under the Sad, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مایوسیٔ نگاہ کا قائل نہیں رہا

سرور عابدی

مایوسیٔ نگاہ کا قائل نہیں رہا

یعنی تمہاری راہ کا قائل نہیں رہا

جب میں گناہ عشق کا پابند ہو گیا

تب سے کسی گناہ کا قائل نہیں رہا

ترک تعلقات کا افسوس ہے مگر

تجدید رسم و راہ کا قائل نہیں رہا

جس میں سوائے وعدۂ فردا کے کچھ نہ ہو

ایسی کسی نگاہ کا قائل نہیں رہا

لب ہائے صبح و شام سدا مسکرائیں گے

میں زندگی میں آہ کا قائل نہیں رہا

سرور عابدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha

Sarwar Abidi

mayusi-e-nigah ka qail nahin raha
yani tumhaari rah ka qail nahin raha

jab main gunah-e-ishq ka paband ho gaya
tab se kisi gunah ka qail nahin raha

tark-e-talluqat ka afsos hai magar
tajdid-e-rasm-o-rah ka qail nahin raha

jis mein siwae wada-e-farda ke kuchh na ho
aisi kisi nigah ka qail nahin raha

lab-ha-e-subh-o-sham sada muskuraenge
main zindagi mein aah ka qail nahin raha

(328) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha written by Sarwar Abidi at UrduPoint. Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha is one of the masterpieces written by Sarwar Abidi. You can also find the complete poetry collection of Sarwar Abidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sarwar Abidi' above.

Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mayusi-e-nigah Ka Qail Nahin Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.