Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab, Urdu Ghazal By Saurabh Shekhar
Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saurabh Shekhar. Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab on this page of UrduPoint.
حرص و ہوس کے نام یہ دن رات کی طلب
سوربھ شیکھر
حرص و ہوس کے نام یہ دن رات کی طلب
امداد کی امید مفادات کی طلب
وہ سانحے کہ سوچ بدلنی پڑی مجھے
پیدائشی نہیں تھی خیالات کی طلب
میں بھی کسی مسیحا کے ہوں انتظار میں
تم کو بھی غالباً ہے کرامات کی طلب
خبروں میں ایک لطف کا پہلو تو ہے مگر
اچھی نہیں ہے اتنی بھی حالات کی طلب
کیسا عجیب روگ مرے جی کو لگ گیا
ہر وقت ہے کسی سے ملاقات کی طلب
جرأت سے اپنی خود بھی میں حیران ہوں بہت
بڑھتی ہی جا رہی ہے سوالات کی طلب
تو بھی گناہ گار یقیناً ہے ذات کا
سوربھؔ تری سزا بھی وہی ذات کی طلب
سوربھ شیکھر
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab
Saurabh Shekhar
imdad ki umid mafadat ki talab
wo sanehe ki soch badalni paDi mujhe
paidaeshi nahin thi KHayalat ki talab
main bhi kisi masiha ke hun intizar mein
tum ko bhi ghaaliban hai karamat ki talab
KHabron mein ek lutf ka pahlu to hai magar
achchhi nahin hai itni bhi haalat ki talab
kaisa ajib rog mere ji ko lag gaya
har waqt hai kisi se mulaqat ki talab
jurat se apni KHud bhi main hairan hun bahut
baDhti hi ja rahi hai sawalat ki talab
tu bhi gunahgar yaqinan hai zat ka
'saurabh' teri saza bhi wahi zat ki talab
(401) ووٹ وصول ہوئے
Related Saurabh Shekhar Poetry
More Saurabh Shekhar Poetry
حرص و ہوس کے نام یہ دن رات کی طلب
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab

تنہائی کا علاج یہ مہنگا بہت پڑا
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Tanhai Ka Ilaj Ye Mahnga Bahut Pada

فضا کا حبس چیرتی ہوئی ہوا اٹھے
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Faza Ka Habs Chirti Hui Hawa Uthe

پانی میں کنکر برسایا کرتے تھے
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Pani Mein Kankar Barsaya Karte The

آخرش آرائشوں کی زندگی چبھنے لگی
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Aakhirash Aaraishon Ki Zindagi Chubhne Lagi

پھوٹے من سے بول لگا، یہ زندہ ہوں میں
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Phute Man Se Bol, Laga Ye Zinda Hun Main

سنجیدگی کی خاص ضرورت تو ہے نہیں
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Sanjidgi Ki Khas Zarurat To Hai Nahin

ملا نہ کھیت سے اس کو بھی آب و دانہ کیا
Saurabh Shekhar - سوربھ شیکھر
Mila Na Khet Se Usko Bhi Aab-o-dana Kya

You can read Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab written by Saurabh Shekhar at UrduPoint. Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab is one of the masterpieces written by Saurabh Shekhar. You can also find the complete poetry collection of Saurabh Shekhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saurabh Shekhar' above.
Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hirs-o-hawas Ke Nam Ye Din Raat Ki Talab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.