Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai, Urdu Ghazal By Seema Abidi

Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seema Abidi. Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی تخلیق میں اپنا ہی ہنر جاگتا ہے

سیما عابدی

اپنی تخلیق میں اپنا ہی ہنر جاگتا ہے

وقت لگتا ہے مگر سچ کا اثر جاتا ہے

بات چھوٹی ہی اگر ڈھنگ سے کہہ دے کوئی

سننے والے میں تجسس کا اثر جاگتا ہے

شیشہ پیکر ہو تو پتھر سے نبھائے رکھو

یہ سلیقہ جسے آتا ہے وہ گھر جاگتا ہے

زندگی نام ہے جینے کا تو زندہ سب ہیں

پیار ملتا ہے تو خوابوں کا شجر جاگتا ہے

پیار کا اپنا مقدر ہے جدائی سیماؔ

ورنہ ہر رات ہی آنچل میں قمر جاگتا ہے

سیما عابدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai

Seema Abidi

apni taKHliq mein apna hi hunar jagta hai
waqt lagta hai magar sach ka asar jata hai

baat chhoTi hi agar Dhang se kah de koi
sunne wale mein tajassus ka asar jagta hai

shisha-paikar ho to patthar se nibhae rakho
ye saliqa jise aata hai wo ghar jagta hai

zindagi nam hai jine ka to zinda sab hain
pyar milta hai to KHwabon ka shajar jagta hai

pyar ka apna muqaddar hai judai 'sima'
warna har raat hi aanchal mein qamar jagta hai

(250) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai written by Seema Abidi at UrduPoint. Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai is one of the masterpieces written by Seema Abidi. You can also find the complete poetry collection of Seema Abidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seema Abidi' above.

Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni TaKHliq Mein Apna Hi Hunar Jagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.