Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua, Urdu Ghazal By Seema Sharma Meeruthi

Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Seema Sharma Meeruthi. Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پوچھ مت کل آئنہ میں کیا ہوا

سیما شرما میرٹھی

پوچھ مت کل آئنہ میں کیا ہوا

اپنے زندہ ہونے کا دھوکہ ہوا

روز سورج ڈوبتا اگتا ہوا

وقت کی اک کیل پر لٹکا ہوا

آ گیا لے کر ادھاری روشنی

چاند نے سورج کو ہے پہنا ہوا

تشنگی اپنی بجھائیں کیسے ہم

جو سمندر تھا وہ اب صحرا ہوا

شہر سے جب بھی یہ دل اکتا گیا

دشت کی جانب مرا جانا ہوا

خوبیاں میری کوئی گنتا نہیں

اک ذرا سی بھول کا چرچا ہوا

آ گئی ہوں دور چلتے چلتے میں

آسماں پر ہے وہیں ٹھہرا ہوا

یاد اس کی دل سے کیوں جاتی نہیں

وہ تو سیماؔ کل تھا اک گزرا ہوا

سیما شرما میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua

Seema Sharma Meeruthi

puchh mat kal aaine mein kya hua
apne zinda hone ka dhoka hua

roz suraj Dubta ugta hua
waqt ki ek kil par laTka hua

aa gaya le kar udhaari raushni
chand ne suraj ko hai pahna hua

tishnagi apni bujhaen kaise hum
jo samundar tha wo ab sahra hua

shahr se jab bhi ye dil ukta gaya
dasht ki jaanib mera jaana hua

KHubiyan meri koi ginta nahin
ek zara si bhul ka charcha hua

aa gai hun dur chalte chalte main
aasman par hai wahin Thahra hua

yaad us ki dil se kyun jati nahin
wo to 'sima' kal tha ek guzra hua

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua written by Seema Sharma Meeruthi at UrduPoint. Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua is one of the masterpieces written by Seema Sharma Meeruthi. You can also find the complete poetry collection of Seema Sharma Meeruthi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Seema Sharma Meeruthi' above.

Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Puchh Mat Kal Aaine Mein Kya Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.