Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri, Urdu Ghazal By Shabab

Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabab. Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھ کیا تیری جدائی میں ہے حالت میری

شباب

دیکھ کیا تیری جدائی میں ہے حالت میری

کوئی پہچان نہیں سکتا ہے صورت میری

میں ترے حسن کا خلوت میں تماشائی ہوں

آئینہ سیکھ نہ جائے کہیں حیرت میری

آپ نے قتل کیا خیر گلہ مجھ کو نہیں

اپنے کوچہ میں تو بنوایئے تربت میری

خط پیشانی میں سفاک ازل کے دن سے

تیری تلوار سے لکھی ہے شہادت میری

دے کے اک بوسہ عجب ناز سے دلبر نے کہا

اے شبابؔ آج یہ تجھ پر ہے عنایت میری

شباب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri

Shabab

dekh kya teri judai mein hai haalat meri
koi pahchan nahin sakta hai surat meri

main tere husn ka KHalwat mein tamashai hun
aaina sikh na jae kahin hairat meri

aap ne qatl kiya KHair gila mujh ko nahin
apne kuche mein to banwaiye turbat meri

KHatt-e-peshani mein saffak azal ke din se
teri talwar se likkhi hai shahadat meri

de ke ek bosa ajab naz se dilbar ne kaha
ai 'shabab' aaj ye tujh par hai inayat meri

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri written by Shabab at UrduPoint. Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri is one of the masterpieces written by Shabab. You can also find the complete poetry collection of Shabab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabab' above.

Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.