Nazm, Urdu Nazam By Shabnam Ashai

Nazm is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shabnam Ashai. Nazm comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Nazm on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظم

شبنم عشائی

کہیں میں

اندھی تو نہیں

وہ سب

کہاں ہیں

قافلہ

منزل

پھر چلتے چلتے

ایک مدت بھی تو ہوئی

اب

سورج بھی

ڈوبنے کو ہوگا

کہیں کوئی پیڑ بھی نہیں

جس کی چھاؤں میں

مطمئن بیٹھ جاتی

فقط

ایک سنسان راستہ

اور

میں

یا اللہ کچھ نہیں تو

ایک

دراڑ ملے

جہاں میں چھپ جاؤں

اور بس

شبنم عشائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazm

Shabnam Ashai

kahin main
andhi to nahin
wo sab
kahan hain
qafila
manzil
phir chalte chalte
ek muddat bhi to hui
ab
suraj bhi
Dubne ko hoga
kahin koi peD bhi nahin
jis ki chhanw mein
mutmain baiTh jati
faqat
ek sunsan rasta
aur
main
ya allah kuchh nahin to
ek
daraD mile
jahan main chhup jaun
aur bas

(428) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nazm written by Shabnam Ashai at UrduPoint. Nazm is one of the masterpieces written by Shabnam Ashai. You can also find the complete poetry collection of Shabnam Ashai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabnam Ashai' above.

Nazm is a widely read Urdu Nazam. If you like Nazm, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.