Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai, Urdu Ghazal By Shabnam Naqvi

Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shabnam Naqvi. Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج بھی وہ اسی سبھاؤ کا ہے

شبنم نقوی

آج بھی وہ اسی سبھاؤ کا ہے

وہی انداز رکھ رکھاؤ کا ہے

زندگی سے نظر ملا کے چلو

راستہ اک یہی بچاؤ کا ہے

اس کو بھولیں تو کس طرح بھولیں

اس سے رشتہ عجب لگاؤ کا ہے

زندگی کیا ہے کیا بتائیں تمہیں

ہاتھ سے روکنا بہاؤ کا ہے

جی میں آتا ہے بات کرتے جائیں

اس کا لہجہ بھی کیا رچاؤ کا ہے

جو دہکتا ہے میرے سینے میں

یہ تو شعلہ اسی الاؤ کا ہے

منزلیں دور بھی نہیں شبنمؔ

اصل میں مسئلہ گھماؤ کا ہے

شبنم نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai

Shabnam Naqvi

aaj bhi wo usi subhaw ka hai
wahi andaz rakh-rakhaw ka hai

zindagi se nazar mila ke chalo
rasta ek yahi bachaw ka hai

us ko bhulen to kis tarah bhulen
us se rishta ajab lagaw ka hai

zindagi kya hai kya bataen tumhein
hath se rokna bahaw ka hai

ji mein aata hai baat karte jaen
us ka lahja bhi kya rachaw ka hai

jo dahakta hai mere sine mein
ye to shoala usi alaw ka hai

manzilen dur bhi nahin 'shabnam'
asl mein masala ghumaw ka hai

(485) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai written by Shabnam Naqvi at UrduPoint. Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai is one of the masterpieces written by Shabnam Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Shabnam Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shabnam Naqvi' above.

Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Bhi Wo Usi Subhaw Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.