Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat, Urdu Ghazal By Shad Lakhnavi

Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shad Lakhnavi. Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غنچے نے کی جو اس سے طول کلام کی بات

شاد لکھنوی

غنچے نے کی جو اس سے طول کلام کی بات

بلبل یہ سن کے بولی چھوٹا تو منہ بڑی بات

وہ کان خامشی ہوں گوش سماعت آگیں

سنتا ہوں سب کی اپنی کہتا نہیں کوئی بات

بلبل نہ راز دل کہہ دیوار گوش وارد

نکلی جو منہ سے باہر چھپتی نہیں کبھی بات

تعریف اس دہن کی پارینہ کی تو کیا کی

سننے سے تازگی ہو اتنی تو ہو نئی بات

خاموشی بتاں کا باعث یہ برہمن ہے

ڈر ہے کہیں نہ نکلے منہ سے بری بھلی بات

وہ مرد راست گو ہوں مثل قلم جہاں میں

گر دو بھی ہوں زبانیں نکلے نہ دوسری بات

مر بھی گئے برہمن باتوں کی حسرتوں میں

بولے صنم نہ منہ سے کہنے کو رہ گئی بات

اے شادؔ خیریت ہو بلبل کے مشت پر کی

باد صبا بھی آئی سن کر اوڑی پڑی بات

شاد لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat

Shad Lakhnavi

ghunche ne ki jo us se tul-e-kalam ki baat
bulbul ye sun ke boli chhoTa tu munh baDi baat

wo kan-e-KHamushi hun gosh-e-samaat-agin
sunta hun sab ki apni kahta nahin koi baat

bulbul na raaz-e-dil kah diwar-e-gosh warid
nikli jo munh se bahar chhupti nahin kabhi baat

tarif us dahan ki parina ki to kya ki
sunne se tazgi ho itni to ho nai baat

KHamoshi-e-butan ka bais ye barhaman hai
Dar hai kahin na nikle munh se buri-bhali baat

wo mard-e-rast-go hun misl-e-qalam jahan mein
gar do bhi hon zabanen nikle na dusri baat

mar bhi gae barahman baaton ki hasraton mein
bole sanam na munh se kahne ko rah gai baat

ai 'shad' KHairiyat ho bulbul ke musht-e-par ki
baad-e-saba bhi aai sun kar uDi-paDi baat

(308) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat written by Shad Lakhnavi at UrduPoint. Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat is one of the masterpieces written by Shad Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Shad Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shad Lakhnavi' above.

Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghunche Ne Ki Jo Us Se Tul-e-kalam Ki Baat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.