Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain, Urdu Ghazal By Shad Lakhnavi

Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shad Lakhnavi. Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق باز زمانہ جتنے ہیں

شاد لکھنوی

عشق باز زمانہ جتنے ہیں

سب مرے سامنے کے اتنے ہیں

سر جھکائے ہیں کھینچیے تلوار

ہم بھی دیکھیں کہ آپ کتنے ہیں

رد کعبہ ہیں پر ہیں رب کنشت

اب بھی نام خدا بت اتنے ہیں

بند آنکھیں کئے ہیں اہل قبور

بے خبر سے رہے ہیں جتنے ہیں

اس قدر ہے وہ شوخ گرما گرم

جس سے دوزخ کے سرد فتنے ہیں

دل میں لاکھوں بھریں ہیں گن اے شادؔ

دیکھنے میں غریب کتنے ہیں

شاد لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain

Shad Lakhnavi

ishq-baz-e-zamana jitne hain
sab mere samne ke itne hain

sar jhukae hain khinchiye talwar
hum bhi dekhen ki aap kitne hain

radd-e-kaba hain par hain rabb-e-kunisht
ab bhi nam-e-KHuda but itne hain

band aankhen kiye hain ahl-e-qubur
be-KHabar se rahe hain jitne hain

is qadar hai wo shoKH garma-garm
jis se dozaKH ke sard fitne hain

dil mein lakhon bharen hain gun ai 'shad'
dekhne mein gharib kitne hain

(332) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain written by Shad Lakhnavi at UrduPoint. Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain is one of the masterpieces written by Shad Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Shad Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shad Lakhnavi' above.

Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq-baz-e-zamana Jitne Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.