Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun, Urdu Ghazal By Shadab Anjum

Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shadab Anjum. Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں میل کا پتھر نہ ڈگر دیکھ رہا ہوں

شاداب انجم

میں میل کا پتھر نہ ڈگر دیکھ رہا ہوں

پیروں پہ جمی گرد سفر دیکھ رہا ہوں

تاریکی نظر آتی ہے کچھ لوگوں کو لیکن

میں حمل میں اس شب کے سحر دیکھ رہا ہوں

یہ امن کی دھرتی ہے مگر آج یہاں پر

تکرار کا عالم ہے جدھر دیکھ رہا ہوں

واقف نہیں ہمسائے کے احوال سے لیکن

ٹی وی پہ زمانے کی خبر دیکھ رہا ہوں

اڑنے کی ہوس میں نہ کہیں جان گنوا دے

چیونٹی کے نکل آئے ہیں پر دیکھ رہا ہوں

پیشانیٔ حاکم پہ شکن آ گئی انجمؔ

محکوم کی آہوں کا اثر دیکھ رہا ہوں

شاداب انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun

Shadab Anjum

main mil ka patthar na Dagar dekh raha hun
pairon pe jami gard-e-safar dekh raha hun

tariki nazar aati hai kuchh logon ko lekin
main haml mein is shab ke sahar dekh raha hun

ye amn ki dharti hai magar aaj yahan par
takrar ka aalam hai jidhar dekh raha hun

waqif nahin hamsae ke ahwal se lekin
T-V pe zamane ki KHabar dekh raha hun

uDne ki hawas mein na kahin jaan ganwa de
chyunTi ke nikal aae hain par dekh raha hun

peshani-e-hakim pe shikan aa gai 'anjum'
mahkum ki aahon ka asar dekh raha hun

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun written by Shadab Anjum at UrduPoint. Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun is one of the masterpieces written by Shadab Anjum. You can also find the complete poetry collection of Shadab Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shadab Anjum' above.

Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Mil Ka Patthar Na Dagar Dekh Raha Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.