Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye, Urdu Ghazal By Shafaq Tahiri

Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shafaq Tahiri. Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذہن میں خوابوں کے کچھ پیکر سجا کر رکھ دئے

شفق طاہری

ذہن میں خوابوں کے کچھ پیکر سجا کر رکھ دئے

ہم نے اپنے گھر کی دیواروں پہ چھپر رکھ دئے

شیش محلوں کے محافظ نے گزشتہ رات کو

شہر کی گلیوں میں آوازوں کے پتھر رکھ دئے

ہاتھ چھو لوں تو مہک جائے وہ پھولوں کی طرح

کس نے اس کے دل میں خوشبو کے صنوبر رکھ دئے

میرے شعروں سے بہت برہم ہیں فن کاران شہر

میں نے ذرے آسمانوں کے برابر رکھ دئے

میں دبا جاتا ہوں اپنے شہر کے کردار میں

اپنے اپنے بوجھ سب نے میرے اوپر رکھ دئے

شفق طاہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye

Shafaq Tahiri

zehn mein KHwabon ke kuchh paikar saja kar rakh diye
hum ne apne ghar ki diwaron pe chhappar rakh diye

shish-mahlon ke muhafiz ne guzishta raat ko
shahr ki galiyon mein aawazon ke patthar rakh diye

hath chhu lun to mahak jae wo phulon ki tarah
kis ne us ke dil mein KHushbu ke sanobar rakh diye

mere sheron se bahut barham hain fankaran-e-shahr
main ne zarre aasmanon ke barabar rakh diye

main daba jata hun apne shahr ke kirdar mein
apne apne bojh sab ne mere upar rakh diye

(160) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye written by Shafaq Tahiri at UrduPoint. Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye is one of the masterpieces written by Shafaq Tahiri. You can also find the complete poetry collection of Shafaq Tahiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shafaq Tahiri' above.

Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zehn Mein KHwabon Ke Kuchh Paikar Saja Kar Rakh Diye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.