Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke, Urdu Ghazal By Shaheen Siddiqui

Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaheen Siddiqui. Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke comes under the Love, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رنگ نظر سے حسن تمنا نکھار کے

شاہین صدیقی

رنگ نظر سے حسن تمنا نکھار کے

بیٹھی ہوں آج کاکل ہستی سنوار کے

گزری ہوں میں نفس کی کشاکش سے جس طرح

دھاروں سے لڑ رہی تھی کسی آبشار کے

پاؤں کے آبلوں سے نہ پوچھو سفر کا حال

قصے ہیں دردناک رہ خار زار کے

دور خزاں گیا نہ گیا اس سے کیا غرض

منظر جما لئے ہیں نظر میں بہار کے

وقت سحر ہے گرچہ اجالا ابھی نہیں

یہ جال رفتہ رفتہ کھلیں گے خمار کے

وہ آ رہی ہے دور سے خورشید کی کرن

شاہینؔ در کھلے ہیں مرے انتظار کے

شاہین صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke

Shaheen Siddiqui

rang-e-nazar se husn-e-tamanna nikhaar ke
baiThi hun aaj kakul-e-hasti sanwar ke

guzri hun main nafas ki kashakash se jis tarah
dhaaron se laD rahi thi kisi aabshaar ke

panw ke aablon se na puchho safar ka haal
qisse hain dardnak rah-e-KHar-zar ke

daur-e-KHizan gaya na gaya is se kya gharaz
manzar jama liye hain nazar mein bahaar ke

waqt-e-sahar hai garche ujala abhi nahin
ye jal rafta rafta khulenge KHumar ke

wo aa rahi hai dur se KHurshid ki kiran
'shahin' dar khule hain mere intizar ke

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke written by Shaheen Siddiqui at UrduPoint. Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke is one of the masterpieces written by Shaheen Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Shaheen Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaheen Siddiqui' above.

Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rang-e-nazar Se Husn-e-tamanna Nikhaar Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.