Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr, Urdu Ghazal By Shahid Ishqi

Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ishqi. Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک شخص کے نہ ہونے سے ویراں ہے سارا شہر

شاہد عشقی

اک شخص کے نہ ہونے سے ویراں ہے سارا شہر

اے دل زدو بسایا ہے تم نے یہ کیسا شہر

بے مہر سنگ و خشت تو بے سایہ ہر شجر

لگتا ہے دوستو یہ قرائن سے اپنا شہر

آسیب کھا گیا کہ نظر لگ گئی اسے

اب خواب ہو گیا ہے وہ اک ہنستا بستا شہر

دلی تو سات بار لٹی اور بس گئی

لیکن اجڑ کے پھر نہ بسا اپنے دل کا شہر

اب حال یہ ہے اٹھے کسی سمت بھی دھواں

میں سوچتا یہی ہوں کہ جلتا ہے میرا شہر

عشقیؔ غریب شہر کہے بھی تو کیا کہے

جس کا ہے شہر یار اسی کا ہے سارا شہر

شاہد عشقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr

Shahid Ishqi

ek shaKHs ke na hone se viran hai sara shahr
ai dil-zado basaya hai tum ne ye kaisa shahr

be-mehr sang-o-KHisht to be-saya har shajar
lagta hai dosto ye qarain se apna shahr

aaseb kha gaya ki nazar lag gai ise
ab KHwab ho gaya hai wo ek hansta basta shahr

dilli to sat bar luTi aur bas gai
lekin ujaD ke phir na basa apne dil ka shahr

ab haal ye hai uTThe kisi samt bhi dhuan
main sochta yahi hun ki jalta hai mera shahr

'ishqi' gharib-e-shahr kahe bhi to kya kahe
jis ka hai shahr-yar usi ka hai sara shahr

(452) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr written by Shahid Ishqi at UrduPoint. Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr is one of the masterpieces written by Shahid Ishqi. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ishqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ishqi' above.

Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek ShaKHs Ke Na Hone Se Viran Hai Sara Shahr, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.