Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain, Urdu Ghazal By Shahid Ishqi

Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Ishqi. Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک نہ آنے والے کا انتظار کرتے ہیں

شاہد عشقی

اک نہ آنے والے کا انتظار کرتے ہیں

شمع رہگزر ہیں ہم روز بجھتے جلتے ہیں

میرے کچھ نہ کہنے کو حرف آرزو سمجھو

خامشی میں بھی معنی کچھ نہ کچھ نکلتے ہیں

ایک نشہ رہتا ہے تجھ سے مل کے پہروں تک

نشہ جب نہیں ہوتا اور ہم بہکتے ہیں

راہ درد میں کوئی ہم سفر نہیں ہوتا

اپنی آگ میں خود ہی شمع ساں پگھلتے ہیں

دیکھنا ہے کون عشقیؔ ساتھ دے سر منزل

ابتدا میں تو سب ہی ساتھ ساتھ چلتے ہیں

شاہد عشقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain

Shahid Ishqi

ek na aane wale ka intizar karte hain
sham-e-rah-guzar hain hum roz bujhte-jalte hain

mere kuchh na kahne ko harf-e-arzu samjho
KHamushi mein bhi mani kuchh na kuchh nikalte hain

ek nashsha rahta hai tujh se mil ke pahron tak
nashsha jab nahin hota aur hum bahakte hain

rah-e-dard mein koi ham-safar nahin hota
apni aag mein KHud hi shama san pighalte hain

dekhna hai kaun 'ishqi' sath de sar-e-manzil
ibtida mein to sab hi sath sath chalte hain

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain written by Shahid Ishqi at UrduPoint. Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain is one of the masterpieces written by Shahid Ishqi. You can also find the complete poetry collection of Shahid Ishqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Ishqi' above.

Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Na Aane Wale Ka Intizar Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.