Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya, Urdu Ghazal By Shahid Kabir

Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Kabir. Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں پہ چل نہ سکا آسمان سے بھی گیا

شاہد کبیر

زمیں پہ چل نہ سکا آسمان سے بھی گیا

کٹا کے پر کو پرندہ اڑان سے بھی گیا

کسی کے ہاتھ سے نکلا ہوا وہ تیر ہوں جو

ہدف کو چھو نہ سکا اور کمان سے بھی گیا

بھلا دیا تو بھلانے کی انتہا کر دی

وہ شخص اب مرے وہم و گمان سے بھی گیا

تباہ کر گئی پکے مکان کی خواہش

میں اپنے گاؤں کے کچے مکان سے بھی گیا

پرائی آگ میں کودا تو کیا ملا شاہدؔ

اسے بچا نہ سکا اپنی جان سے بھی گیا

شاہد کبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya

Shahid Kabir

zamin pe chal na saka aasman se bhi gaya
kaTa ke par ko parinda uDan se bhi gaya

kisi ke hath se nikla hua wo tir hun jo
hadaf ko chhu na saka aur kaman se bhi gaya

bhula diya to bhulane ki intiha kar di
wo shaKHs ab mere wahm o guman se bhi gaya

tabah kar gai pakke makan ki KHwahish
main apne ganw ke kachche makan se bhi gaya

parai aag mein kuda to kya mila 'shahid'
use bacha na saka apni jaan se bhi gaya

(895) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya written by Shahid Kabir at UrduPoint. Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya is one of the masterpieces written by Shahid Kabir. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kabir' above.

Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.