Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya, Urdu Ghazal By Shahid Siddiqui

Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Siddiqui. Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر تلاش راحت میں درد کا پیام آیا

شاہد صدیقی

پھر تلاش راحت میں درد کا پیام آیا

ہم جہاں سے گزرے تھے پھر وہی مقام آیا

تیرے غم کی راہوں میں وہ بھی اک مقام آیا

موت کی تمنا تھی موت کا سلام آیا

شب گزارنے والو حاصل سحر کیا تھا

اک پیام بیداری وہ بھی نا تمام آیا

یوں عروج پر آئی داستاں محبت کی

دل کا ذکر چھیڑا تھا لب پہ ان کا نام آیا

ہم ہی رہ گئے پیاسے ورنہ بزم ساقی میں

جس طرف نہ تھا کوئی اس طرف بھی جام آیا

رفتہ رفتہ یاد ان کی بن گئی غم دنیا

زندگی کا سرمایہ زندگی کے کام آیا

فصل گل مبارک ہو یہ بھی دیکھتے رہئے

کس نے توڑ دی زنجیر کون زیر دام آیا

میرے جام سے شاہدؔ مے کبھی نہ چھلکی تھی

میکشوں کی محفل میں کون تشنہ کام آیا

شاہد صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya

Shahid Siddiqui

phir talash-e-rahat mein dard ka payam aaya
hum jahan se guzre the phir wahi maqam aaya

tere gham ki rahon mein wo bhi ek maqam aaya
maut ki tamanna thi maut ka salam aaya

shab guzarne walo hasil-e-sahar kya tha
ek payam-e-bedari wo bhi na-tamam aaya

yun uruj par aai dastan mohabbat ki
dil ka zikr chheDa tha lab pe un ka nam aaya

hum hi rah gae pyase warna bazm-e-saqi mein
jis taraf na tha koi us taraf bhi jam aaya

rafta rafta yaad un ki ban gai gham-e-duniya
zindagi ka sarmaya zindagi ke kaam aaya

fasl-e-gul mubarak ho ye bhi dekhte rahiye
kis ne toD di zanjir kaun zer-e-dam aaya

mere jam se 'shahid' mai kabhi na chhalki thi
mai-kashon ki mahfil mein kaun tishna-kaam aaya

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya written by Shahid Siddiqui at UrduPoint. Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya is one of the masterpieces written by Shahid Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Shahid Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Siddiqui' above.

Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Talash-e-rahat Mein Dard Ka Payam Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.