Zindagi Ki Tarjumani Aur Main, Urdu Ghazal By Shahnawaz Ahmad

Zindagi Ki Tarjumani Aur Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahnawaz Ahmad. Zindagi Ki Tarjumani Aur Main comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Ki Tarjumani Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی کی ترجمانی اور میں

شہنواز احمد

زندگی کی ترجمانی اور میں

جیسے دریا کی روانی اور میں

دم بہ دم کرتے ہیں تیرا تذکرہ

تیری تصویریں پرانی اور میں

پھر نکل آئے ہیں صحرا کی طرف

وحشت دل جاں فشانی اور میں

آئنے بے چہرگی کی داد ہیں

ایک آشفتہ کہانی اور میں

دید کی طالب ہیں تیری چارہ گر

چشم پر نم رت خزانی اور میں

بس یہی کچھ تھا تعلق کا سبب

میرے دل کی خوش گمانی اور میں

منزلیں گم گشتہ راہیں اور تو

عشرت عہد جوانی اور میں

شہنواز احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Ki Tarjumani Aur Main

Shahnawaz Ahmad

zindagi ki tarjumani aur main
jaise dariya ki rawani aur main

dam-ba-dam karte hain tera tazkira
teri taswiren purani aur main

phir nikal aae hain sahra ki taraf
wahshat-e-dil jaan-fishani aur main

aaine be-chehragi ki dad hain
ek aashufta kahani aur main

did ki talib hain teri chaaragar
chashm-e-pur-nam rut KHizani aur main

bas yahi kuchh tha ta'alluq ka sabab
mere dil ki KHush-gumani aur main

manzilen gum-gashta rahen aur tu
'ishrat-e-‘ahd-e-jawani aur main

(358) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Ki Tarjumani Aur Main written by Shahnawaz Ahmad at UrduPoint. Zindagi Ki Tarjumani Aur Main is one of the masterpieces written by Shahnawaz Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Shahnawaz Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnawaz Ahmad' above.

Zindagi Ki Tarjumani Aur Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Ki Tarjumani Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.