Zamin Tham Gai Hai, Urdu Nazam By Shahnaz Nabi

Zamin Tham Gai Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shahnaz Nabi. Zamin Tham Gai Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Zamin Tham Gai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں تھم گئی ہے

شہناز نبی

بدن میں نہ پہلی سی حدت

نہ دھڑکن ہے دل میں

جئے جانے کی ایک بے شرم عادت

ادھر کچھ دنوں سے

نگاہوں میں اپنی سبک کر رہی ہے

ہزاروں بکھیڑوں میں بھی جانے کب

بے ستر آ کھڑی ہوتی ہے یہ حقیقت

تو کیا میں بھی ان ان گنت لوگوں میں ہوں

جنہیں زندگی اک سزا ہے

کوئی بد دعا ہے

مگر جی رہے ہیں

ابھی کچھ دھواں سا نظر آ رہا ہے

ذرا دھونکنی سے ہوا دے کے دیکھیں

برا کیا ہے چنگاری دو ایک نکلے

بھبھک اٹھیں پھر

سرد پڑتے انگارے

شہناز نبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Tham Gai Hai

Shahnaz Nabi

badan mein na pahli si hiddat
na dhaDkan hai dil mein
jiye jaane ki ek be-sharm aadat
idhar kuchh dinon se
nigahon mein apni subuk kar rahi hai
hazaron bakheDon mein bhi jaane kab
be-satr aa khaDi hoti hai ye haqiqat
to kya main bhi un an-ginat logon mein hun
jinhen zindagi ek saza hai
koi bad-dua hai
magar ji rahe hain
abhi kuchh dhuan sa nazar aa raha hai
zara dhonkni se hawa de ke dekhen
bura kya hai chingari do ek nikle
bhabhak uTThen phir
sard paDte angare

(454) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zamin Tham Gai Hai written by Shahnaz Nabi at UrduPoint. Zamin Tham Gai Hai is one of the masterpieces written by Shahnaz Nabi. You can also find the complete poetry collection of Shahnaz Nabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahnaz Nabi' above.

Zamin Tham Gai Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Zamin Tham Gai Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.