Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھتے سجدے میں آتا ہے جو کرتا ہے نگاہ

شیخ ظہور الدین حاتم

دیکھتے سجدے میں آتا ہے جو کرتا ہے نگاہ

تیرے ابرو کی ہے محراب مگر بیت اللہ

یک پلک میں وہ کرے پیس کے فوجیں سرمہ

جس طرف کو پھرے ظالم تری مژگاں کی سپاہ

بیت بحثی نہ کر اے فاختہ گلشن میں کہ آج

مصرع سرو سے موزوں ہے مرا مصرع آہ

کشور عشق کی شاہی ہے مگر مجنوں کو

کہ زمیں تخت ہے سر پر ہے بگولے کی کلاہ

کیوں کر ان کالی بلاؤں سے بچے گا عاشق

خط سیہ خال سیہ زلف سیہ چشم سیاہ

چاہتا ہے شب زلفاں کی تری عمر دراز

کہ مرے عشق کا ہووے نہیں قصہ کوتاہ

کیا کہے کیونکہ کہے تجھ سے یہ حاتمؔ غم دل

کہ وہ ہے شرم سے محجوب و تو ہے بے پرواہ

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah

Shaikh Zahuruddin Hatim

dekhte sajde mein aata hai jo karta hai nigah
tere abru ki hai mehrab magar baitullah

yak palak mein wo kare pis ke faujen surma
jis taraf ko phire zalim teri mizhgan ki sipah

bait-bahsi na kar ai faKHta gulshan mein ki aaj
misra-e-sarw se mauzun hai mera misra-e-ah

kishwar-e-ishq ki shahi hai magar majnun ko
ki zamin taKHt hai sar par hai bagule ki kulah

kyunkar in kali balaon se bachega aashiq
KHat siyah KHal siyah zulf siyah chashm siyah

chahta hai shab-e-zulfan ki teri umr daraaz
ki mere ishq ka howe nahin qissa kotah

kya kahe kyunki kahe tujh se ye 'hatim' gham-e-dil
ki wo hai sharm se mahjub o tu hai be-parwah

(295) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhte Sajde Mein Aata Hai Jo Karta Hai Nigah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.