Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai, Urdu Ghazal By Shaikh Zahuruddin Hatim

Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaikh Zahuruddin Hatim. Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر خبر اس فصل میں یارو بہار آنے کی ہے

شیخ ظہور الدین حاتم

پھر خبر اس فصل میں یارو بہار آنے کی ہے

اب بجز زنجیر کیا تدبیر دیوانے کی ہے

خاک کر دیوے جلا کر پہلے پھر ٹسوئے بہائے

شمع مجلس میں بڑی دل سوز پروانے کی ہے

بھید زلفوں کا بیاں کرنے میں ہو جاتا ہے گنگ

ورنہ کہنے کو جو پوچھو سو زباں شانے کی ہے

شیخ اس کی چشم کے گوشے سے گوشے ہو کہیں

اس طرف مت جاؤ ناداں راہ مے خانے کی ہے

حوصلہ تنگی کرے ہے شہر کے کوچے ہیں تنگ

اب ہوس دل میں ہمارے سیر ویرانے کی ہے

چاہئے کیا بات کہتے ہو جہاں میں قتل عام

دیر منہ سے اب تمہارے حکم فرمانے کی ہے

جی میں آتا ہے کہ حاتمؔ آج اس کو چھیڑئیے

مدتوں سے دل میں حسرت گالیاں کھانے کی ہے

شیخ ظہور الدین حاتم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai

Shaikh Zahuruddin Hatim

phir KHabar is fasl mein yaro bahaar aane ki hai
ab ba-juz zanjir kya tadbir diwane ki hai

KHak kar dewe jala kar pahle phir Tiswe bahae
shama majlis mein baDi dil-soz parwane ki hai

bhed zulfon ka bayan karne mein ho jata hai gung
warna kahne ko jo puchho sau zaban shane ki hai

shaiKH us ki chashm ke goshe se goshe ho kahin
us taraf mat jao nadan rah mai-KHane ki hai

hausla tangi kare hai shahr ke kuche hain tang
ab hawas dil mein hamare sair virane ki hai

chahiye kya baat kahte ho jahan mein qatl-e-am
der munh se ab tumhaare hukm farmane ki hai

ji mein aata hai ki 'hatim' aaj us ko chheDiye
muddaton se dil mein hasrat galiyan khane ki hai

(363) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai written by Shaikh Zahuruddin Hatim at UrduPoint. Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai is one of the masterpieces written by Shaikh Zahuruddin Hatim. You can also find the complete poetry collection of Shaikh Zahuruddin Hatim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaikh Zahuruddin Hatim' above.

Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir KHabar Is Fasl Mein Yaro Bahaar Aane Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.