Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Moeen

Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Moeen. Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر کی دھوپ میں چھاؤں میں کون رہتا ہے

شکیل معین

سفر کی دھوپ میں چھاؤں میں کون رہتا ہے

ہمارے ساتھ دعاؤں میں کون رہتا ہے

تلاش کس کی ہے کس کے لئے سفر میں ہوں

گلی میں شہر میں گاؤں میں کون رہتا ہے

تمام عمر رہا ساتھ یاد کا موسم

اداس رت کی ہواؤں میں کون رہتا ہے

اندھیرا لاکھ بڑا ہو وہ ختم ہوتا ہے

شمع کی لو میں شعاعوں میں کون رہتا ہے

بچے ہوئے ہو بھلا نظر بد سے کیسے شکیلؔ

بتاؤ ماں کی دعاؤں میں کون رہتا ہے

شکیل معین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai

Shakeel Moeen

safar ki dhup mein chhanw mein kaun rahta hai
hamare sath duaon mein kaun rahta hai

talash kis ki hai kis ke liye safar mein hun
gali mein shahr mein ganw mein kaun rahta hai

tamam umr raha sath yaad ka mausam
udas rut ki hawaon mein kaun rahta hai

andhera lakh baDa ho wo KHatm hota hai
shama ki lau mein shuaon mein kaun rahta hai

bache hue ho bhala nazar-e-bad se kaise 'shakil'
batao man ki duaon mein kaun rahta hai

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai written by Shakeel Moeen at UrduPoint. Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Moeen. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Moeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Moeen' above.

Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Ki Dhup Mein Chhanw Mein Kaun Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.