Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne, Urdu Ghazal By Shameem Sabri

Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shameem Sabri. Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیا مجھ کو دھوکا تمہاری ہنسی نے

شمیم صابری

دیا مجھ کو دھوکا تمہاری ہنسی نے

اندھیرے میں رکھا مجھے روشنی نے

محبت سے ہر دل کو شکوہ ہے لیکن

محبت کا دامن نہ چھوڑا کسی نے

نہ کچھ ہو سکا آج تک آدمی سے

اگرچہ بہت کچھ کیا آدمی نے

پکارا ہے اس نے مرا نام لے کر

کہ آواز دی ہے مجھے زندگی نے

نہ بہکے قدم اس کے ہرگز نہ بہکے

سہارا جسے دے دیا بے خودی نے

تری دشمنی سے جو ممکن نہیں تھا

دکھائے ہیں وہ دن تری دوستی نے

شمیمؔ اس تمنا سے ہم باز آئے

دلوں کے کرے چور جو آبگینے

شمیم صابری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne

Shameem Sabri

daya mujh ko dhoka tumhaari hansi ne
andhere mein rakkha mujhe raushni ne

mohabbat se har dil ko shikwa hai lekin
mohabbat ka daman na chhoDa kisi ne

na kuchh ho saka aaj tak aadmi se
agarche bahut kuchh kiya aadmi ne

pukara hai us ne mera nam le kar
ki aawaz di hai mujhe zindagi ne

na bahke qadam us ke hargiz na bahke
sahaara jise de diya be-KHudi ne

teri dushmani se jo mumkin nahin tha
dikhae hain wo din teri dosti ne

'shamim' is tamanna se hum baz aae
dilon ke kare chur jo aabgine

(239) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne written by Shameem Sabri at UrduPoint. Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne is one of the masterpieces written by Shameem Sabri. You can also find the complete poetry collection of Shameem Sabri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shameem Sabri' above.

Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Daya Mujhko Dhoka Tumhaari Hansi Ne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.