Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski, Urdu Ghazal By Shameem Sabri

Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shameem Sabri. Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زباں پہ لفظ ہے میرا زبان ہے اس کی

شمیم صابری

زباں پہ لفظ ہے میرا زبان ہے اس کی

ہر ایک تیر ہے میرا کمان ہے اس کی

ادھار مانگ کے لایا ہوں چاہے جب لے لے

بہت سنبھال کے رکھا ہے جان ہے اس کی

اسی کے دم سے ہے قائم مری انا کا بھرم

ہے میری آن سلامت یہ شان ہے اس کی

بہت قدیم ہے لیکن جدید ہے پھر بھی

بہ قید عمر یہ دنیا جوان ہے اس کی

ہر ایک شام ہے اس کی ملامتوں کی امیں

ہر ایک صبح صباحت نشان ہے اس کی

زمیں کا فرش ہے اس کا کہ خوان نعمت ہے

خدائی جس کے لئے مہمان ہے اس کی

شمیم صابری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski

Shameem Sabri

zaban pe lafz hai mera zaban hai us ki
har ek tir hai mera kaman hai us ki

udhaar mang ke laya hun chahe jab le le
bahut sanbhaal ke rakkha hai jaan hai us ki

usi ke dam se hai qaem meri ana ka bharam
hai meri aan salamat ye shan hai us ki

bahut qadim hai lekin jadid hai phir bhi
ba-qaid-e-umr ye duniya jawan hai us ki

har ek sham hai us ki malamaton ki amin
har ek subh sabahat-nishan hai us ki

zamin ka farsh hai us ka ki KHwan-e-neamat hai
KHudai jis ke liye mehman hai us ki

(301) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski written by Shameem Sabri at UrduPoint. Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski is one of the masterpieces written by Shameem Sabri. You can also find the complete poetry collection of Shameem Sabri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shameem Sabri' above.

Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zaban Pe Lafz Hai Mera Zaban Hai Uski, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.