Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi, Urdu Marsiya By Shareef Ahmad Qureshi

Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi is a famous Urdu Marsiya written by a famous poet, Shareef Ahmad Qureshi. Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi comes under the Islamic category of Urdu Marsiya. You can read Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نوک نیزہ پہ رکھتے ہیں سر بھی

شریف احمد قریشی

نوک نیزہ پہ رکھتے ہیں سر بھی

اور ہاتھوں میں اپنے خنجر بھی

کیا خبر کوئی کیسے پیش آئے

پھول بھی رکھیے اور پتھر بھی

دن بھی پھرتے ہیں لے کے قسمت کو

لوٹ آتے ہیں شام کو گھر بھی

چھت پہ دلبر کے جو اترتے تھے

اڑ گئے اب وہ سب کبوتر بھی

اپنے ہم سایہ کی خوشی کے لئے

کر دیا اس نے منتقل گھر بھی

جو تمنا ہے پوری کر لیجے

پیش ہے سر بھی اور پتھر بھی

جس کے بند نقاب کھلتے نہ تھے

کیا ہوئی اس کے سر کی چادر بھی

جب پروں کو ہوا کترتی ہے

ساتھ دیتے نہیں ہیں شہ پر بھی

شریف احمد قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi

Shareef Ahmad Qureshi

nok-e-neza pe rakhte hain sar bhi
aur hathon mein apne KHanjar bhi

kya KHabar koi kaise pesh aae
phul bhi rakhiye aur patthar bhi

din bhi phirte hain le ke qismat ko
lauT aate hain sham ko ghar bhi

chhat pe dilbar ke jo utarte the
uD gae ab wo sab kabutar bhi

apne ham-saya ki KHushi ke liye
kar diya us ne muntaqil ghar bhi

jo tamanna hai puri kar lije
pesh hai sar bhi aur patthar bhi

jis ke band-e-naqab khulte na the
kya hui us ke sar ki chadar bhi

jab paron ko hawa katarti hai
sath dete nahin hain shahpar bhi

(1837) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi written by Shareef Ahmad Qureshi at UrduPoint. Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi is one of the masterpieces written by Shareef Ahmad Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Shareef Ahmad Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Ahmad Qureshi' above.

Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi is a widely read Urdu Marsiya. If you like Nok-e-neza Pe Rakhte Hain Sar Bhi, you will also like to read other famous Urdu Marsiya.

You can also read Islamic Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.