Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut, Urdu Ghazal By Shaukat Saba Kaifi

Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Saba Kaifi. Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کی مہربانیاں ہیں بہت

شوکت صبا کیفی

وقت کی مہربانیاں ہیں بہت

فاصلے اب بھی درمیاں ہیں بہت

در و دیوار پر ہے ایک سکوت

آج گھر میں اداسیاں ہیں بہت

اور چہروں پہ تبصرہ بے سود

اپنے اندر بھی خامیاں ہیں بہت

آؤ پھر اک حسیں گناہ کریں

اپنے حصے میں نیکیاں ہیں بہت

ٹوٹ کر اس لئے صباؔ بکھرے

خشک پتوں میں آندھیاں ہیں بہت

شوکت صبا کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut

Shaukat Saba Kaifi

waqt ki mehrbaniyan hain bahut
fasle ab bhi darmiyan hain bahut

dar-o-diwar par hai ek sukut
aaj ghar mein udasiyan hain bahut

aur chehron pe tabsira be-sud
apne andar bhi KHamiyan hain bahut

aao phir ek hasin gunah karen
apne hisse mein nekiyan hain bahut

TuT kar is liye 'saba' bikhre
KHushk patton mein aandhiyan hain bahut

(223) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut written by Shaukat Saba Kaifi at UrduPoint. Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut is one of the masterpieces written by Shaukat Saba Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Saba Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Saba Kaifi' above.

Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Ki Mehrbaniyan Hain Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.