Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کے مندر میں تیری مورت ہے

شوکت واسطی

دل کے مندر میں تیری مورت ہے

اب خداؤں کی کیا ضرورت ہے

گر ذرا سا سکوں میسر ہو

زندگی کتنی خوب صورت ہے

نہ کسی سے کوئی توقع ہے

نہ کسی سے کوئی کدورت ہے

آج دنیا نے ہم کو چھوڑ دیا

آج تیری بڑی ضرورت ہے

دیکھنے میں ہزار چہرے ہیں

اور کہنے کو ایک صورت ہے

شوکتؔ اب شعر کی ہوئی تکمیل

میرے دیوان کی مہورت ہے

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai

Shaukat Wasti

dil ke mandir mein teri murat hai
ab KHudaon ki kya zarurat hai

gar zara sa sukun mayassar ho
zindagi kitni KHubsurat hai

na kisi se koi tawaqqo hai
na kisi se koi kudurat hai

aaj duniya ne hum ko chhoD diya
aaj teri baDi zarurat hai

dekhne mein hazar chehre hain
aur kahne ko ek surat hai

'shaukat' ab sher ki hui takmil
mere diwan ki mahurat hai

(453) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ke Mandir Mein Teri Murat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.