Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke, Urdu Ghazal By Shauq Mahri

Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shauq Mahri. Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسی آشفتہ سری ہے اب کے

شوق ماہری

کیسی آشفتہ سری ہے اب کے

کچھ عجب بے خبری ہے اب کے

دیکھ کر اہل گلستاں کا چلن

جان ہاتھوں میں دھری ہے اب کے

شہر کا امن و سکوں ہے عنقا

کیسی یہ فتنہ گری ہے اب کے

موسم فصل خزاں ہے پھر بھی

شاخ دل اپنی ہری ہے اب کے

کور چشموں کو خدا ہی سمجھے

دعویٰ دیدہ وری ہے اب کے

ڈر یہی ہے کہ کہیں ٹوٹ نہ جائے

شاخ پھولوں سے بھری ہے اب کے

پچھلے سالوں سے زیادہ اے شوقؔ

رنج بے بال و پری ہے اب کے

شوق ماہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke

Shauq Mahri

kaisi aashufta-sari hai ab ke
kuchh ajab be-KHabari hai ab ke

dekh kar ahl-e-gulistan ka chalan
jaan hathon mein dhari hai ab ke

shahr ka amn-o-sukun hai anqa
kaisi ye fitnagari hai ab ke

mausam-e-fasl-e-KHizan hai phir bhi
shaKH-e-dil apni hari hai ab ke

kor chashmon ko KHuda hi samjhe
dawa-e-dida-wari hai ab ke

Dar yahi hai ki kahin TuT na jae
shaKH phulon se bhari hai ab ke

pichhle salon se ziyaada ai 'shauq'
ranj-e-be-baal-o-pari hai ab ke

(350) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke written by Shauq Mahri at UrduPoint. Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke is one of the masterpieces written by Shauq Mahri. You can also find the complete poetry collection of Shauq Mahri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shauq Mahri' above.

Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaisi Aashufta-sari Hai Ab Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.