Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya, Urdu Ghazal By Shaz Sharqi

Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaz Sharqi. Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک فسانہ ہے خواب ہے دنیا

شاذ شرقی

اک فسانہ ہے خواب ہے دنیا

سر بہ سر اک سراب ہے دنیا

حادثوں کا نصاب ہے دنیا

زندگی کی کتاب ہے دنیا

اس کو تشبیہ دیں تو دیں کس سے

خود ہی اپنا جواب ہے دنیا

فیصلہ عمر بھر نہیں ہوتا

خوب ہے یا خراب ہے دنیا

ہے یہ عشرت کدہ کسی کے لئے

اور کسی کو عذاب ہے دنیا

چین انسان کو نہیں پل بھر

عالم اضطراب ہے دنیا

جس کی ہوتی نہیں کوئی تعبیر

وہ سہانا سا خواب ہے دنیا

اس کا جو غم ہے لا جواب ہے شاذؔ

وہ غم بے حساب ہے دنیا

شاذ شرقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya

Shaz Sharqi

ek fasana hai KHwab hai duniya
sar-ba-sar ek sarab hai duniya

hadson ka nisab hai duniya
zindagi ki kitab hai duniya

is ko tashbih den to den kis se
KHud hi apna jawab hai duniya

faisla umr bhar nahin hota
KHub hai ya KHarab hai duniya

hai ye ishrat-kada kisi ke liye
aur kisi ko azab hai duniya

chain insan ko nahin pal bhar
aalam-e-iztirab hai duniya

jis ki hoti nahin koi tabir
wo suhana sa KHwab hai duniya

is ka jo gham hai la-jawab hai 'shaz'
wo gham-e-be-hisab hai duniya

(373) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya written by Shaz Sharqi at UrduPoint. Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya is one of the masterpieces written by Shaz Sharqi. You can also find the complete poetry collection of Shaz Sharqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaz Sharqi' above.

Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Fasana Hai KHwab Hai Duniya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.