Aaj Har Samt Bhagte Hain Log, Urdu Ghazal By Sheen Kaaf Nizam

Aaj Har Samt Bhagte Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sheen Kaaf Nizam. Aaj Har Samt Bhagte Hain Log comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Har Samt Bhagte Hain Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج ہر سمت بھاگتے ہیں لوگ

شین کاف نظام

آج ہر سمت بھاگتے ہیں لوگ

گویا چوراہا ہو گئے ہیں لوگ

ہر طرف سے تڑے مڑے ہیں لوگ

جانے کیسے ٹکے ہوئے ہیں لوگ

اپنی پہچان بھیڑ میں کھو کر

خود کو کمروں میں ڈھونڈتے ہیں لوگ

بند رہ رہ کے اپنے کمروں میں

ٹیبلوں پر کھلے کھلے ہیں لوگ

لے کے بارود کا بدن یارو

آگ لینے نکل پڑے ہیں لوگ

راستہ کس کے پاؤں سے الجھے

کھونٹیوں پر ٹنگے ہوئے ہیں لوگ

شین کاف نظام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Har Samt Bhagte Hain Log

Sheen Kaaf Nizam

aaj har samt bhagte hain log
goya chauraha ho gae hain log

har taraf se tuDe-muDe hain log
jaane kaise Tike hue hain log

apni pahchan bhiD mein kho kar
KHud ko kamron mein DhunDte hain log

band rah rah ke apne kamron mein
tabalon par khule khule hain log

le ke barud ka badan yaro
aag lene nikal paDe hain log

rasta kis ke panw se uljhe
khunTiyon par Tange hue hain log

(350) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Har Samt Bhagte Hain Log written by Sheen Kaaf Nizam at UrduPoint. Aaj Har Samt Bhagte Hain Log is one of the masterpieces written by Sheen Kaaf Nizam. You can also find the complete poetry collection of Sheen Kaaf Nizam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sheen Kaaf Nizam' above.

Aaj Har Samt Bhagte Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Har Samt Bhagte Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.