Mere Dayar Mein, Urdu Nazam By Sheikh Nizami

Mere Dayar Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sheikh Nizami. Mere Dayar Mein comes under the Social, Funny category of Urdu Nazam. You can read Mere Dayar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے دیار میں

شیخ نظامی

بولا ودیشی گورا یہی انڈین سے کل

گورے ہی گورے رہتے ہیں میرے دیار میں

لیکن غضب تو یہ ہے کہ دھرتی پہ ہند کی

کالے و بھورے ملتے ہیں سو میں ہزار میں

سن کر یہ انڈین نے دیا جوش میں جواب

گھوڑے تمہیں ملیں گے کئی رنگ کے جناب

قربان جاؤں تم پہ تمہاری ترنگ کے

لیکن گدھے ملیں گے تمہیں ایک رنگ کے

شیخ نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Dayar Mein

Sheikh Nizami

bola wideshi gora yahi indian se kal
gore hi gore rahte hain mere dayar mein
lekin ghazab to ye hai ki dharti pe hind ki
kale-o-bhure milte hain sau mein hazar mein
sun kar ye indian ne diya josh mein jawab
ghoDe tumhein milenge kai rang ke janab
qurban jaun tum pe tumhaari tarang ke
lekin gadhe milenge tumhein ek rang ke

(2571) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Dayar Mein written by Sheikh Nizami at UrduPoint. Mere Dayar Mein is one of the masterpieces written by Sheikh Nizami. You can also find the complete poetry collection of Sheikh Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sheikh Nizami' above.

Mere Dayar Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Mere Dayar Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.