Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye, Urdu Ghazal By Shiv Dayal Sahab

Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shiv Dayal Sahab. Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غرق غم ہوں تری خوشی کے لئے

شیو دیال سحاب

غرق غم ہوں تری خوشی کے لئے

یہی سجدہ ہے بندگی کے لئے

ہر کسی کے لئے غم عشرت

عشرت غم کسی کسی کے لئے

نقش منزل ہے ذرے ذرے میں

رہ نوردان آگہی کے لئے

جب سے اپنا سمجھ لیا سب کو

مل گئے کام زندگی کے لئے

اب نگاہوں میں وہ سمائے ہیں

اب نگاہیں نہیں کسی کے لئے

یہ جہاں غم کدہ سہی لیکن

اک تماشا ہے اجنبی کے لئے

اتنی خضر آگہی کے بعد سحابؔ

ڈھونڈئیے کس کو گم رہی کے لئے

شیو دیال سحاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye

Shiv Dayal Sahab

gharq-e-gham hun teri KHushi ke liye
yahi sajda hai bandagi ke liye

har kisi ke liye gham-e-ishrat
ishrat-e-gham kisi kisi ke liye

naqsh manzil hai zarre zarre mein
rah-nawardan-e-agahi ke liye

jab se apna samajh liya sab ko
mil gae kaam zindagi ke liye

ab nigahon mein wo samae hain
ab nigahen nahin kisi ke liye

ye jahan gham-kada sahi lekin
ek tamasha hai ajnabi ke liye

itni KHizr-agahi ke baad 'sahab'
DhunDiye kis ko gum-rahi ke liye

(334) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye written by Shiv Dayal Sahab at UrduPoint. Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye is one of the masterpieces written by Shiv Dayal Sahab. You can also find the complete poetry collection of Shiv Dayal Sahab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shiv Dayal Sahab' above.

Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gharq-e-gham Hun Teri KHushi Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.