Itne Imkan Ke Ujalon Mein, Urdu Ghazal By Shiv Om Mishra Anwar

Itne Imkan Ke Ujalon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shiv Om Mishra Anwar. Itne Imkan Ke Ujalon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Itne Imkan Ke Ujalon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اتنے امکان کے اجالوں میں

شیواوم مشرا انور

اتنے امکان کے اجالوں میں

زندگی پھنس گئی وبالوں میں

تجزیہ خود کا جب کیا ہم نے

زیست گم ہو گئی سوالوں میں

کچھ نہیں اعتبار مستوں کا

رات دن غرق ہے پیالوں میں

آج بھی ویسی ہی وہ دکھتی ہے

کچھ نہیں بدلا اتنے سالوں میں

اب خیالوں میں تندرستی ہے

آ گئے جب سے تم خیالوں میں

میں ابھی سن کے آیا ہوں قصہ

آپ کا ذکر ہے مثالوں میں

ڈوبنے والے پھر نہ ابھرے ہیں

کتنے گرداب ہیں جمالوں میں

شرم سے لال کیا ہوا چہرہ

پڑ گئے گڈھے سرخ گالوں میں

شیواوم مشرا انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Itne Imkan Ke Ujalon Mein

Shiv Om Mishra Anwar

itne imkan ke ujalon mein
zindagi phans gai wabaalon mein

tajziya KHud ka jab kiya hum ne
zist gum ho gai sawalon mein

kuchh nahin e'tibar maston ka
raat din gharq hai piyalon mein

aaj bhi waisi hi wo dikhti hai
kuchh nahin badla itne salon mein

ab KHayalon mein tandurusti hai
aa gae jab se tum KHayalon mein

main abhi sun ke aaya hun qissa
aap ka zikr hai misalon mein

Dubne wale phir na ubhre hain
kitne girdab hain jamalon mein

sharm se lal kiya hua chehra
paD gae gaDDhe surKH galon mein

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Itne Imkan Ke Ujalon Mein written by Shiv Om Mishra Anwar at UrduPoint. Itne Imkan Ke Ujalon Mein is one of the masterpieces written by Shiv Om Mishra Anwar. You can also find the complete poetry collection of Shiv Om Mishra Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shiv Om Mishra Anwar' above.

Itne Imkan Ke Ujalon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Itne Imkan Ke Ujalon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.