Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai, Urdu Ghazal By Shoaib Ahmad Khan Shoaib

Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shoaib Ahmad Khan Shoaib. Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بڑھ کے دن میں غریبوں کے کام کرتا ہے

شعیب احمد خان شعیب

جو بڑھ کے دن میں غریبوں کے کام کرتا ہے

سنا ہے رات وہی قتل عام کرتا ہے

فقیر شہر میں کیا بات ہے خدا جانے

امیر شہر بڑا احترام کرتا ہے

ضعیف باپ سے جو بات تک نہیں کرتا

امیر شہر کو جھک کر سلام کرتا ہے

خموشیوں کا یہ سنگ گراں بھی بولے گا

ابھی تو مال ابھی زر کلام کرتا ہے

شعیبؔ نار جہنم کا خوف کیا ہو اسے

جو ذکر حضرت خیر الانام کرتا ہے

شعیب احمد خان شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai

Shoaib Ahmad Khan Shoaib

jo baDh ke din mein gharibon ke kaam karta hai
suna hai raat wahi qatl-e-am karta hai

faqir-e-shahr mein kya baat hai KHuda jaane
amir-e-shahr baDa ehtiram karta hai

zaif bap se jo baat tak nahin karta
amir-e-shahr ko jhuk kar salam karta hai

KHamoshiyon ka ye sang-e-giran bhi bolega
abhi to mal abhi zar kalam karta hai

'shoaib' nar-e-jahannam ka KHauf kya ho use
jo zikr-e-hazrat-e-KHair-ul-anam karta hai

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai written by Shoaib Ahmad Khan Shoaib at UrduPoint. Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai is one of the masterpieces written by Shoaib Ahmad Khan Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shoaib Ahmad Khan Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shoaib Ahmad Khan Shoaib' above.

Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo BaDh Ke Din Mein Gharibon Ke Kaam Karta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.