Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai, Urdu Ghazal By Shoaib Ahmad Khan Shoaib

Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shoaib Ahmad Khan Shoaib. Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل غریب میں گر احتیاج رکھا ہے

شعیب احمد خان شعیب

دل غریب میں گر احتیاج رکھا ہے

تو بادشاہ کے دل میں خراج رکھا ہے

میں مطمئن بھی بہت کچھ ہوں اپنے پیشہ سے

مرے نصیب میں اس نے علاج رکھا ہے

کوئی ملے نہ ملے اس کا غم نہیں یارو

بنا کے ہم نے بھی اپنا مزاج رکھا ہے

نہ حب جاہ و حشم ہے نہ مال و زر کی تلاش

در فقیر پہ کس نے یہ تاج رکھا ہے

شعیب احمد خان شعیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai

Shoaib Ahmad Khan Shoaib

dil-e-gharib mein gar ehtiyaj rakkha hai
to baadshah ke dil mein KHiraj rakkha hai

main mutmain bhi bahut kuchh hun apne peshe se
mere nasib mein us ne ilaj rakkha hai

koi mile na mile is ka gham nahin yaro
bana ke hum ne bhi apna mizaj rakkha hai

na hubb-e-jah-o-hasham hai na mal-o-zar ki talash
dar-e-faqir pe kis ne ye taj rakkha hai

(233) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai written by Shoaib Ahmad Khan Shoaib at UrduPoint. Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai is one of the masterpieces written by Shoaib Ahmad Khan Shoaib. You can also find the complete poetry collection of Shoaib Ahmad Khan Shoaib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shoaib Ahmad Khan Shoaib' above.

Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil-e-gharib Mein Gar Ehtiyaj Rakkha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.