Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain, Urdu Ghazal By Sikandar Irfan

Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sikandar Irfan. Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس شہر بے چراغ میں دو چار ہم ہی ہیں

سکندر عرفان

اس شہر بے چراغ میں دو چار ہم ہی ہیں

رہتے ہیں وہ جو صورت انوار ہم ہی ہیں

کچھ اس نظر سے لوگ ہمیں دیکھنے لگے

جیسے کہ آج صبح کا اخبار ہم ہی ہیں

کل تک تمہاری آنکھ کے تارے بھی ہم ہی تھے

اور آج ان میں چبھتے ہوئے خار ہم ہی ہیں

جو نا خدائے وقت تھے ساحل سے جا لگے

موجوں سے اب بھی برسر پیکار ہم ہی ہیں

قربانیاں ہماری کوئی دیکھتا نہیں

ان کی نظر میں آج بھی غدار ہم ہی ہیں

قائم ہے اس سے اپنی حدوں کا وقار آج

دونوں کے بیچ شیشہ کی دیوار ہم ہی ہیں

عرفانؔ ہم کو وقت نے پامال کر دیا

تہذیب نو کے دوستو معمار ہم ہی ہیں

سکندر عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain

Sikandar Irfan

is shahr-e-be-charagh mein do-chaar hum hi hain
rahte hain wo jo surat-e-anwar hum hi hain

kuchh is nazar se log hamein dekhne lage
jaise ki aaj subh ka aKHbar hum hi hain

kal tak tumhaari aankh ke tare bhi hum hi the
aur aaj un mein chubhte hue KHar hum hi hain

jo na-KHuda-e-waqt the sahil se ja lage
maujon se ab bhi barsar-e-paikar hum hi hain

qurbaniyan hamari koi dekhta nahin
un ki nazar mein aaj bhi ghaddar hum hi hain

qaem hai is se apni hadon ka waqar aaj
donon ke bich shishe ki diwar hum hi hain

'irfan' hum ko waqt ne pamal kar diya
tahzib-e-nau ke dosto meamar hum hi hain

(361) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain written by Sikandar Irfan at UrduPoint. Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain is one of the masterpieces written by Sikandar Irfan. You can also find the complete poetry collection of Sikandar Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sikandar Irfan' above.

Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Shahr-e-be-charagh Mein Do-chaar Hum Hi Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.