Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe, Urdu Ghazal By Siraj Faisal Khan

Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siraj Faisal Khan. Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر سے دور رہے یا نظر کے پاس رہے

سراج فیصل خان

نظر سے دور رہے یا نظر کے پاس رہے

ہمیشہ عشق کے موسم بہت ہی خاص رہے

میں تیرے ذکر کی وادی میں سیر کرتا رہوں

ہمیشہ لب پہ ترے نام کی مٹھاس رہے

یہ اضطراب جنوں کو بہت اکھرتا ہے

کہ تم قریب ہو تن پر کوئی لباس رہے

وہ رو بہ رو تھے تو آنکھوں سے دور چل نکلے

کھلی نہ بوتلیں خالی سبھی گلاس رہے

یہ بات راز کی دادی نے ہم کو بتلائی

ہماری عمر میں ابا بھی دیوداس رہے

میں کہکشاؤں میں خوشیاں تلاشنے نکلا

مرے ستارہ مرا چاند سب اداس رہے

میں منتظر ہوں کسی ایسے وصل کا جس میں

مرے بدن پہ ترے جسم کا لباس رہے

تری حیات سے جڑ جاؤں واقعہ بن کر

تری کتاب میں میرا بھی اکتساب رہے

سراج فیصل خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe

Siraj Faisal Khan

nazar se dur rahe ya nazar ke pas rahe
hamesha ishq ke mausam bahut hi KHas rahe

main tere zikr ki wadi mein sair karta rahun
hamesha lab pe tere nam ki miThas rahe

ye iztirab junun ko bahut akharta hai
ki tum qarib ho tan par koi libas rahe

wo ru-ba-ru the to aankhon se daur chal nikle
khuli na botalen KHali sabhi gilas rahe

ye baat raaz ki dadi ne hum ko batlai
hamari umr mein abba bhi dewdas rahe

main kahkashaon mein KHushiyan talashne nikla
mere sitare mera chand sab udas rahe

main muntazar hun kisi aise wasl ka jis mein
mere badan pe tere jism ka libas rahe

teri hayat se juD jaun waqia ban kar
teri kitab mein mera bhi iktisab rahe

(387) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe written by Siraj Faisal Khan at UrduPoint. Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe is one of the masterpieces written by Siraj Faisal Khan. You can also find the complete poetry collection of Siraj Faisal Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siraj Faisal Khan' above.

Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Se Dur Rahe Ya Nazar Ke Pas Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.