Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae, Urdu Ghazal By Siraj Lakhnavi

Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siraj Lakhnavi. Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ وہ آزمائش سخت ہے کہ بڑے بڑے بھی نکل گئے

سراج لکھنوی

یہ وہ آزمائش سخت ہے کہ بڑے بڑے بھی نکل گئے

یہ انہیں پتنگوں کا ظرف ہے کہ پرائی آگ میں جل گئے

تری آستین کی کہکشاں جو نظر پڑی تو مچل گئے

جو تری خوشی کا نچوڑ تھے وہی اشک تاروں میں ڈھل گئے

ملے سرد آہوں میں اشک غم تو شرار و برق میں ڈھل گئے

یہ نہ جانے کیسے چراغ تھے کہ ہوا کے رخ پہ بھی جل گئے

کسی کسی پھول پر کسی شاخ پر کہیں اب ٹھہرتی نہیں نظر

مرے آشیانے کے ساتھ میں مرے حوصلے بھی تو جل گئے

مرے ولولوں کے مزاج بھی بہ لحاظ موسم وقت ہیں

کبھی سرد آہ میں جل گئے کبھی اشک بن کے پگھل گئے

یہ تو کام ہمت دل کا ہے تری راہ میں پس و پیش کیا

جو ٹھہر گئے وہ ٹھہر گئے جو نکل گئے وہ نکل گئے

بس اک آنچ سی نظر آئی تھی ہے یہ راز اب بھی ڈھکا ڈھکا

وہ تیرا حسین عتاب تھا کہ ہم اپنے تاؤ میں جل گئے

جو تراشے فکر نے آئنہ ترا عکس حسن نظر بنا

جنہیں تجھ سے کچھ بھی لگاؤ تھا وہ خیال شعر میں ڈھل گئے

اٹھا شور محفل ناز سے ہوئیں آب دیدہ مسرتیں

لیا کس نے نام سراجؔ کا کہ چراغ اشک کے جل گئے

سراج لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae

Siraj Lakhnavi

ye wo aazmaish-e-saKHt hai ki baDe baDe bhi nikal gae
ye unhin patangon ka zarf hai ki parai aag mein jal gae

teri aastin ki kahkashan jo nazar paDi to machal gae
jo teri KHushi ka nichoD the wahi ashk taron mein Dhal gae

mile sard-ahon mein ashk-e-gham to sharar-o-barq mein Dhal gae
ye na jaane kaise charagh the ki hawa ke ruKH pe bhi jal gae

kisi kisi phul par kisi shaKH par kahin ab Thaharti nahin nazar
mere aashiyane ke sath mein mere hausle bhi to jal gae

mere walwalon ke mizaj bhi ba-lihaz-e-mausam-e-waqt hain
kabhi sard aah mein jal gae kabhi ashk ban ke pighal gae

ye to kaam himmat-e-dil ka hai teri rah mein pas-o-pesh kya
jo Thahar gae wo Thahar gae jo nikal gae wo nikal gae

bas ek aanch si nazar aai thi hai ye raaz ab bhi Dhaka Dhaka
wo tera hasin itab tha ki hum apne taw mein jal gae

jo tarashe fikr ne aaine tera aks husn-e-nazar bana
jinhen tujh se kuchh bhi lagao tha wo KHayal sher mein Dhal gae

uTha shor mahfil-e-naz se huin aabdida masarraten
liya kis ne nam 'siraj' ka ki charagh ashk ke jal gae

(377) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae written by Siraj Lakhnavi at UrduPoint. Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae is one of the masterpieces written by Siraj Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Siraj Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siraj Lakhnavi' above.

Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Wo Aazmaish-e-saKHt Hai Ki BaDe BaDe Bhi Nikal Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.