Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai, Urdu Ghazal By Siya Sachdev

Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siya Sachdev. Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو یہ سفر اپنا آسماں سے آگے ہے

سیا سچدیو

اب تو یہ سفر اپنا آسماں سے آگے ہے

مرحلہ حقیقت کا اب گماں سے آگے ہے

جس سکوں کی چاہت ہے وہ یہاں نہیں ممکن

کیونکہ اپنی منزل ہی اس جہاں سے آگے ہے

گفتگو ہماری اب کیا کوئی سمجھ پائے

فکر ہی ہماری جب ہر بیاں سے آگے ہے

اتنا محترم کوئی اور ہے زمانے میں

اس جہان میں رشتہ کوئی ماں سے آگے ہے

ڈھونڈھتی ہوں میں جس کو وہ مجھے ملے کیسے

ختم ہے جہاں رستہ وہ وہاں سے آگے ہے

سیا سچدیو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai

Siya Sachdev

ab to ye safar apna aasman se aage hai
marhala haqiqat ka ab guman se aage hai

jis sakun ki chahat hai wo yahan nahin mumkin
kyunki apni manzil hi is jahan se aage hai

guftugu hamari ab kya koi samajh pae
fikr hi hamari jab har bayan se aage hai

itna mohtaram koi aur hai zamane mein
is jahan mein rishta koi man se aage hai

DhunDhti hun main jis ko wo mujhe mile kaise
KHatm hai jahan rasta wo wahan se aage hai

(353) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai written by Siya Sachdev at UrduPoint. Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai is one of the masterpieces written by Siya Sachdev. You can also find the complete poetry collection of Siya Sachdev by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siya Sachdev' above.

Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Ye Safar Apna Aasman Se Aage Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.