Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri, Urdu Ghazal By Siya Sachdev

Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siya Sachdev. Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمانہ لاکھ سمجھتا ہو اہمیت میری

سیا سچدیو

زمانہ لاکھ سمجھتا ہو اہمیت میری

مری نظر میں نہیں کوئی حیثیت میری

کوئی تو تھا جو مری زندگی سے گزرا تھا

بتا رہی ہیں زمانے کو کیفیت میری

میں ساری دنیا کو اپنا ہی گھر سمجھنے لگوں

نہ کوئی شہر ہو میرا نہ شہریت میری

نوازشوں نے زمانے کی مجھ کو چونکایا

مجھے کہاں تھی پتا کوئی خاصیت میری

یہ شعر و شاعری میری یہ میرے چند خیال

یہی اثاثہ مرا یہ ہی ملکیت میری

چھپا کے درد جو کرتی رہی اداکاری

سمجھ میں آ گئی اب تم کو اصلیت میری

میں ان دکھوں کا گلہ کس لیے کروں اے سیاؔ

انہی دکھوں نے نکھاری ہے شخصیت میری

سیا سچدیو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri

Siya Sachdev

zamana lakh samajhta ho ahmiyat meri
meri nazar mein nahin koi haisiyat meri

koi to tha jo meri zindagi se guzra tha
bata rahi hain zamane ko kaifiyat meri

main sari duniya ko apna hi ghar samajhne lagun
na koi shahr ho mera na shahriyat meri

nawazishon ne zamane ki mujh ko chaunkaya
mujhe kahan thi pata koi KHasiyat meri

ye sher-o-shaeri meri ye mere chand KHayal
yahi asasa mera ye hi milkiyat meri

chhupa ke dard jo karti rahi adakari
samajh mein aa gai ab tum ko asliyat meri

main in dukhon ka gila kis liye karun ai 'siya'
inhi dukhon ne nikhaari hai shaKHsiyat meri

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri written by Siya Sachdev at UrduPoint. Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri is one of the masterpieces written by Siya Sachdev. You can also find the complete poetry collection of Siya Sachdev by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siya Sachdev' above.

Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamana Lakh Samajhta Ho Ahmiyat Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.