Humne Chaha Use Usi Ke Baghair, Urdu Ghazal By Siya Sachdev

Humne Chaha Use Usi Ke Baghair is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siya Sachdev. Humne Chaha Use Usi Ke Baghair comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Humne Chaha Use Usi Ke Baghair on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم نے چاہا اسے اسی کے بغیر

سیا سچدیو

ہم نے چاہا اسے اسی کے بغیر

کاٹ دی عمر زندگی کے بغیر

ایسے بھی کچھ چراغ ہوتے ہیں

جلتے رہتے ہیں روشنی کے بغیر

ہو گئے پار ہم تصور میں

ناؤ چلتی رہی ندی کے بغیر

ضبط کیا ہے یہ پوچھیے ہم سے

مسکرائے ہیں ہم خوشی کے بغیر

گھٹ کے رہ جائے گا اکیلے میں

آدمی کیا ہیں آدمی کے بغیر

سیا سچدیو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Humne Chaha Use Usi Ke Baghair

Siya Sachdev

hum ne chaha use usi ke baghair
kaT di umr zindagi ke baghair

aise bhi kuchh charagh hote hain
jalte rahte hain raushni ke baghair

ho gae par hum tasawwur mein
naw chalti rahi nadi ke baghair

zabt kya hai ye pochhiye hum se
muskurae hain hum KHushi ke baghair

ghuT ke rah jaega akele mein
aadmi kya hain aadmi ke baghair

(443) ووٹ وصول ہوئے

You can read Humne Chaha Use Usi Ke Baghair written by Siya Sachdev at UrduPoint. Humne Chaha Use Usi Ke Baghair is one of the masterpieces written by Siya Sachdev. You can also find the complete poetry collection of Siya Sachdev by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siya Sachdev' above.

Humne Chaha Use Usi Ke Baghair is a widely read Urdu Ghazal. If you like Humne Chaha Use Usi Ke Baghair, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.