Is Zamin O Aasman Par KHak Dal, Urdu Ghazal By Sohail Akhtar

Is Zamin O Aasman Par KHak Dal is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohail Akhtar. Is Zamin O Aasman Par KHak Dal comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Zamin O Aasman Par KHak Dal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس زمین و آسماں پر خاک ڈال

سہیل اختر

اس زمین و آسماں پر خاک ڈال

کچھ نہیں تیرا یہاں پر خاک ڈال

نقش ہونے کی تری صورت ہے اور

اس وجود بے نشاں پر خاک ڈال

ختم سب کچھ ہار سے ہوتا نہیں

اٹھ اور احساس زیاں پر خاک ڈال

درد جب سمجھے ترا وہ بے زباں

آرزوئے ہم زباں پر خاک ڈال

اس مکانی قید سے باہر نکل

اس زمان و لا زماں پر خاک ڈال

تو بھرم ہے اور نہ کوئی وہم ہے

چھوڑ مایا کے جہاں پر خاک ڈال

ان اساطیری فضاؤں سے نکل

اس طلسم داستاں پر خاک ڈال

اس سے پہلے ہر یقیں ہو گرد گرد

ہر قیاس اور ہر گماں پر خاک ڈال

سہیل اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Zamin O Aasman Par KHak Dal

Sohail Akhtar

is zamin o aasman par KHak Dal
kuchh nahin tera yahan par KHak Dal

naqsh hone ki teri surat hai aur
is wajud-e-be-nishan par KHak Dal

KHatm sab kuchh haar se hota nahin
uTh aur ehsas-e-ziyan par KHak Dal

dard jab samjhe tera wo be-zaban
aarzu-e-ham-zaban par KHak Dal

is makani qaid se bahar nikal
is zaman o la-zaman par KHak Dal

tu bharam hai aur na koi wahm hai
chhoD maya ke jahan par KHak Dal

in asatiri fazaon se nikal
is tilism-e-dastan par KHak Dal

is se pahle har yaqin ho gard gard
har qayas aur har guman par KHak Dal

(463) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Zamin O Aasman Par KHak Dal written by Sohail Akhtar at UrduPoint. Is Zamin O Aasman Par KHak Dal is one of the masterpieces written by Sohail Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sohail Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohail Akhtar' above.

Is Zamin O Aasman Par KHak Dal is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Zamin O Aasman Par KHak Dal, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.