Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya, Urdu Ghazal By Sudarshan Faakir

Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sudarshan Faakir. Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاید میں زندگی کی سحر لے کے آ گیا

سدرشن فاکر

شاید میں زندگی کی سحر لے کے آ گیا

قاتل کو آج اپنے ہی گھر لے کے آ گیا

تا عمر ڈھونڈھتا رہا منزل میں عشق کی

انجام یہ کہ گرد سفر لے کے آ گیا

نشتر ہے میرے ہاتھ میں کاندھوں پہ مے کدہ

لو میں علاج درد جگر لے کے آ گیا

فاکرؔ صنم کدے میں نہ آتا میں لوٹ کر

اک زخم بھر گیا تھا ادھر لے کے آ گیا

سدرشن فاکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya

Sudarshan Faakir

shayad main zindagi ki sahar le ke aa gaya
qatil ko aaj apne hi ghar le ke aa gaya

ta-umr DhunDhta raha manzil main ishq ki
anjam ye ki gard-e-safar le ke aa gaya

nashtar hai mere hath mein kandhon pe mai-kada
lo main ilaj-e-dard-e-jigar le ke aa gaya

'fakir' sanam-kade mein na aata main lauT kar
ek zaKHm bhar gaya tha idhar le ke aa gaya

(822) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya written by Sudarshan Faakir at UrduPoint. Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya is one of the masterpieces written by Sudarshan Faakir. You can also find the complete poetry collection of Sudarshan Faakir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sudarshan Faakir' above.

Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shayad Main Zindagi Ki Sahar Le Ke Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.