AaKHiri Lafz Pahli Aawaz, Urdu Nazam By Sulaiman Areeb

AaKHiri Lafz Pahli Aawaz is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sulaiman Areeb. AaKHiri Lafz Pahli Aawaz comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read AaKHiri Lafz Pahli Aawaz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آخری لفظ پہلی آواز

سلیمان اریب

کن حرفوں میں جان ہے میری

کن لفظوں پر دم نکلے گا

سوچ رہا ہوں

ابجد ساری یاد ہے مجھ کو

لیکن اس سے کیا ہوتا ہے

اب تو کسی بھی حرف کا چہرہ یوں لگتا ہے

جیسے وہ آواز ہو اس پہلے انساں کی

جو خود کو سایوں کے جہاں میں تنہا پا کر چیخ پڑا ہو

اور اس کی آواز گلے میں گھٹ کر

کچھ نکلی

اور اس سے پہلے کہ کچھ نکلے

نام بنے

سناٹے میں ڈوب گئی ہو

سلیمان اریب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

AaKHiri Lafz Pahli Aawaz

Sulaiman Areeb

kin harfon mein jaan hai meri
kin lafzon par dam niklega
soch raha hun
abjad sari yaad hai mujh ko
lekin is se kya hota hai
ab to kisi bhi harf ka chehra yun lagta hai
jaise wo aawaz ho us pahle insan ki
jo KHud ko sayon ke jahan mein tanha pa kar chiKH paDa ho
aur us ki aawaz gale mein ghuT kar

kuchh nikli
aur is se pahle ki kuchh nikle
nam bane
sannaTe mein Dub gai ho

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read AaKHiri Lafz Pahli Aawaz written by Sulaiman Areeb at UrduPoint. AaKHiri Lafz Pahli Aawaz is one of the masterpieces written by Sulaiman Areeb. You can also find the complete poetry collection of Sulaiman Areeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sulaiman Areeb' above.

AaKHiri Lafz Pahli Aawaz is a widely read Urdu Nazam. If you like AaKHiri Lafz Pahli Aawaz, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.