Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi, Urdu Ghazal By Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri

Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri. Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمانے کی عنایت ہے ترا انعام ہے ساقی

سلطان الحق شہیدی کاشمیری

زمانے کی عنایت ہے ترا انعام ہے ساقی

ہمارے دل میں اب بھی حسرت ناکام ہے ساقی

کسی کی اک نظر سے جو کبھی سینے پہ تڑپا تھا

وہی دل اب حریف گردش ایام ہے ساقی

زمانہ آج جیتے جیتے خود ہی تنگ آیا ہے

بتاؤ کچھ علاج شورش آلام ہے ساقی

محبت حاصل انسانیت ہے بزم ہستی میں

یہی انسان کی خاطر مرا پیغام ہے ساقی

سلطان الحق شہیدی کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi

Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri

zamane ki inayat hai tera inam hai saqi
hamare dil mein ab bhi hasrat-e-nakaam hai saqi

kisi ki ek nazar se jo kabhi sine pe taDpa tha
wahi dil ab harif-e-gardish-e-ayyam hai saqi

zamana aaj jite jite KHud hi tang aaya hai
batao kuchh ilaj-e-shorish-e-alam hai saqi

mohabbat hasil-e-insaniyat hai bazm-e-hasti mein
yahi insan ki KHatir mera paigham hai saqi

(431) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri Poetry

You can read Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi written by Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri at UrduPoint. Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi is one of the masterpieces written by Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri' above.

Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamane Ki Inayat Hai Tera Inam Hai Saqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.