Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh, Urdu Ghazal By Sunil Kumar Jashn

Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sunil Kumar Jashn. Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب مجھے غیر کے آغوش میں کھوتے ہوئے دیکھ

سنیل کمار جشن

اب مجھے غیر کے آغوش میں کھوتے ہوئے دیکھ

اپنے ہوتے ہوئے یہ ظلم بھی ہوتے ہوئے دیکھ

لہلہاتی ہوئی غزلوں پہ تبسم نہ لٹا

مجھ کو کاغذ پہ کبھی اشک بھی بوتے ہوئے دیکھ

زہر ہوتی ہے یہ جاگی ہوئی آنکھوں کی تھکن

خواب اتنے ہی ضروری ہیں تو سوتے ہوئے دیکھ

کوئی کاندھا نہیں ملتا جنہیں ان سے ذرا پوچھ

کتنی دھندھلی ہے یہ دنیا کبھی روتے ہوئے دیکھ

اب تلک تو نہ ملا گہر حقیقت کوئی

کتنے ہی خواب کے دریاؤں میں غوطے ہوئے دیکھ

سنیل کمار جشن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh

Sunil Kumar Jashn

ab mujhe ghair ke aaghosh mein khote hue dekh
apne hote hue ye zulm bhi hote hue dekh

lahlahati hui ghazlon pe tabassum na luTa
mujh ko kaghaz pe kabhi ashk bhi bote hue dekh

zahr hoti hai ye jagi hui aankhon ki thakan
KHwab itne hi zaruri hain to sote hue dekh

koi kandha nahin milta jinhen un se zara puchh
kitni dhudli hai ye duniya kabhi rote hue dekh

ab talak to na mila guhar-e-haqiqat koi
kitne hi KHwab ke dariyaon mein ghote hue dekh

(362) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh written by Sunil Kumar Jashn at UrduPoint. Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh is one of the masterpieces written by Sunil Kumar Jashn. You can also find the complete poetry collection of Sunil Kumar Jashn by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sunil Kumar Jashn' above.

Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Mujhe Ghair Ke Aaghosh Mein Khote Hue Dekh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.